LYRIC

Singer : Raj Barman

Music by : Siddharth Kasyap

Lyrics by : Rakesh Kumar

Male : Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paoge
Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paoge

Male : Kisi ko tum rulaoge
Toh aansu tum bhi paoge
Na sifarish na guzarish
Na hi lihaaz karta hai

Male : Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Male : Haan apna bana ke
Begaana kar dena
Beech safar mein…
Anjaana kar dena

Male : Haan apna bana ke
Begaana kar dena
Beech safar mein
Anjaana kar dena

Male : Jee bhi na paye
Kisi ke bina
Kyun itna zyada
Deewana kar dena

Male : Kahan ki yeh sharafat hai
Jaan kaisi yeh aadat hai

Male : Kahan ki yeh sharafat hai
Jaane kaisi yeh aadat hai
Kisi ko kar dena barbaad…
Kisne di yeh ijaazat hai

Male : Chahe jitne kar lo parde
Yeh benakaab karta hai

Male : Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Male : Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paoge
Na sifarish na guzarish
Na hi lihaaz karta hai

Male : Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Male : Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT