LYRIC

Singer : Daler Mehndi

Music by : Ravi Shankar

Lyrics by : Shweta Raj

Male : Rango mein rang hai bhagwa rang
Ye rang bada pyara hai
Ye rang bada nyara hai

Male : Tu mere pran mein rehta hai
Te mere ang pe sajta hai
Te mere ang pe sajta hai

Male : Chaahe jaan bhi jaaye meri
Seene se laga ke rakhna hai
Seene se laga ke rakhna hai…

Male : Tu iss desh ki aan hai
Tu iss desh ki aan hai
Tu iss desh ki jaan hai
Tu iss desh ki jaan hai

Male : Tu mera astitva hai
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai

Male and Chorus : Tu mera astitva hai
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai

Male : Main karm hoon
Main dharm hoon
Behta hua prem hoon
Lok ka samaaj ka
Manavta ka arth hoon

Male : Main tanmayi prakash hoon
Main sunehera aakash hoon
Aajadi hoon, na bhed hoon…
Main garajta megh hoon

Male : Geeta ka jhar jhar saar hoon
Ganga ki kalkal dhaar hoon
Ved ki kitaab hoon
Ved ki kitaab hoon

Male : Main hindu hu.. main hindu hu
Hindutva hu
Main hindu hu.. main hindu hu
Hindutva hu

Male : Jab dam dam damru baaje
Jab dam dam damru baaje

Male : Tab hind ka singh hai jaage
Tab hind ka singh hai jaage

Male : Jab rang kesari laage
Ta yoddha veer jaage

Chorus : Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai…

Male : Bhagwe mein hoon
Gerue mein hoon
Pooja ke shlok mein hoon
Shankh ke naad sa
Chaar dishaon mein gunjata hoon

Male : Main dhyaan hoon
Main gyaan hoon
Sanyaasi ka sanyaas hoon
Main dhuan nahi dhoop hoon
Main shiv ka hi to roop hoon

Male : Damru ke dam dam mein hoon
Naado ke dham dham mein hoon
Main hindu hu main hindu hu
Hindutva hu

Male : Rango mein rang hai bhagwa rang
Ye rang bada nyara hai
Ye rang bada pyara hai
Ye rang bada nyara hai
Ye rang bada pyara hai

Male : Tu mere pran mein rehta hai
Te mere ang pe sajta hai
Te mere ang pe sajta hai

Male : Chaahe jaan bhi jaaye meri
Seene se laga ke rakhna hai
Seene se laga ke rakhna hai

Male : Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki jaan hai
Tu is desh ki jaan hai

Chorus : Ho ho ho
Hindutva hai
Ho ho ho
Hindutva hai
Hindutva hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT