LYRIC

Music By : Raghu Dixit

Singers : Raghu Dixit

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya allah allah
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Saach teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahan bhi tum
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon.. mein
Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon.. mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil
Ehsaas mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil
Ehsaas mein
Har baat mein bhi ho tum
O Allah kasam

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
mein teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Saach teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : Duniye kya jane re
Kya hai deewanapan
Khushiya hai sare
Phir bhi kaisa yeh gum

Male : Duniye kya jane re
Kya hai deewanapan
Khushiya hai sare
Phir bhi kaisa yeh gum
Tanha magar
Na jee payange hum
Tanha magar
Na jee payange hum

Male : Har raah mein
Har manzil mein bhi tum

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya allah Kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
oh kah bhi hum
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : Ek hi tamanna hai
Tujhko hi paye hum
Jaise andhera main
Aur ho savera tum

Male : Ek hi tamanna hai
Tujhko hi paye hum
Jaise andhera main
Aur ho savera tum
Arman mere phir bhi
Lagte hain kam
Har rang mein
Har mehak mein bhi ho tum
O Allah kasam

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
oh teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Saach teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon.. mein
Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon.. mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil
In badalon mein
Taron mein bhi tum
O Allah kasam

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
oh teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Saach teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : Har saans mein
Har dhadkan mein
Ehsaas mein
Har Baat mein tu
Har rang mein
Har mehak mein
Har Manzar mein tu
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Male : (Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum ) x10


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT