LYRIC

Singer : Jubin Nautiyal

Music by :  Jubin Nautiyal and Rocky Khanna

Lyrics by :  Rocky Khanna

Male : Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan

Male : Kyun sab mein tu itna achchha hai
Dil tujh bin khali sa kamra hai
Yeh dil ko bandhe hain jo doriyan
Yeh bas mein tere mere kahaan

Male : Na poochho aise haal mera
Ke saansein chalti na chalti zuban
Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan…mmm

Male : Woh pehle na tha kyun aisa suna
Ke jaise hai waqt tham gaya
Tha likha apna bhi hona judaa
Shiqayat kar raha lamha

Male : Yeh kismat hoti hai cheez kya
Kyon maine tumse seekh liya
Jo hai tere mere darmiyan
Kahaani hai ya kahaaniyan

Male : Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan

Male : Kyun sab mein tu itna achchha hai
Dil tujh bin khali sa kamra hai
Na hon jo khatam tu woh silsila
Hai tujhse bas itna sa gila
Mohabbat mein to tu hi bata
Mila kyun mujhko aisa sila

Male : Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT