LYRIC

Singers : Sonu Nigam and Shreya Ghoshal

Music by : Naresh Sharma

Male : Chaahta hoon tujhe… sochta hoon tujhe
Chaahta hoon tujhe… sochta hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhta hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Beqaraar kiya… beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya

Female : Chaahti hoon tujhe… sochti hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhti hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaraar kiya
Beqaraar kiya… beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya

Male : {Na samjha na jaana
Kyun huwa diwaana
Teri dhun mein jaanam
Khud se hoon begaana} (2)
Khud se hoon begaana

Male : Tera khwaabon mein
Deedaar kiya
Tera khwaabon mein
Deedaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya

Female : {Teri yaad aaye..
Ab raha na jaaye
Khayaalon mein mere
Tuhi muskuraaye} (2)
Tuhi muskuraaye

Female : Pal pal tera intezaar kiya
Pal pal tera intezaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya

Male : Chaahta hoon tujhe… sochta hoon tujhe
Female : Har lamha har jagaah… dekhti hoon tujhe
Male : Tune mujhko yun beqaarar kiya
Female : Beqaraar kiya… beqaraar kiya

Male : Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Both : Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT