LYRIC

Singer : Sonu Nigam

Music by : Naresh Sharma

Male : Dil ka armaan thi
Tu meri jaan thi
Tu meri zindagi
Meri pehchaan thi
Tune dil tod ke… barbaad kiya
Barbaad kiya… barbaad kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya

Male : Tera gham sataaye
Meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai
Aab saha na jaaye
Ab saha na jaaye

Male : Tera gham sataaye
Meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai
Aab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tune jeena mera… dushwaar kiya
Tune jeena mera… dushwaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam… tujhse pyaar kiya

Male : Dil ka armaan thi
Tu meri jaan thi
Tu meri zindagi
Meri pehchaan thi
Tune dil tod ke… barbaad kiya
Barbaad kiya… barbaad kiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT