Guzarish Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Guzarish Song Lyrics is a track from Ghajini Hindi Film – 2008, Starring Aamir Khan, Asin, Jiah Khan and Pradeep Rawat. This song was sung Javed Ali and Sonu Nigam. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Prasoon Joshi.

 

Male : Hmmm hmmmm…
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to…
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aa jaa paas paas
Hai guzarish…

 

Male : Hai haal to dil ka tang tang
Tu rang jaa mere rang rang
Bas chalna mere sang sang
Hai guzarish…
Kehde tu haan to zindagi
Jharno se choot ke hassegi
Moti honge moti rahon mein…
Yeah yeah yeah
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aa jaa paas paas
Hai guzarish…

 

Male : Sheeshe ke khwab leke
Raton mein chal raha hu
Takra naa jaun kahin
Aasha ki lau hai roshan
Phir bhi toofan ka darr hai
Lau bujh naa jaaye kahin
Bass ek haan ki guzarish
Phir hongi khushiyon ki baarish
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aa jaa paas paas
Hai guzarish…

 

Male : Hmm hmmm…
Hmmm hmmmm… mmm
Ohh ohooo…

 

Male : Chanda hai aasman hai
Aur baadal bhi ghane hai
Yeh chanda chup jaaye naa
Tanhai dass rahi hai
Aur dhadkan badh rahi hai
Ek pal bhi chein aaye naa
Kaisi ajab daastan hai
Bechainiyan bass yahan hai.. hooo…

 

Male : Tu meri adhoori pyaas pyaas
Tu aa gayi mann ko raas raas
Ab to tu aa jaa paas paas
Hai guzarish…
Hai haal to dil ka tang tang
Tu rang jaa mere rang rang
Bas chalna mere sang sang
Hai guzarish..
Kehde tu haan to zindagi
Jharno se choot ke hassegi
Moti honge moti rahon mein..
Yeah yeah yeah
Tu meri adhoori pyaas pyaas

 

Male : Hmm hmmm…
mmm… hmmm.. mmm….

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.