Gore Gore Gaal Mere Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Gore Gore Gaal Mere Song Lyrics is a track from Aashiq Hindi Film – 2001, Starring Bobby Deol, Karisma Kapoor and Others. This song was sung Alka Yagnik. Music was composed by Sanjeev Darshan and lyrics work penned by Sameer.

 

Female : Hey

 

Male : Ohh hooo

 

Female : Gore gore gaal mere
baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya
har aashiq behaal hai
Haan gore gore gaal mere
baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya
har aashiq behaal hai

 

Male Chorus : Parda utha zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha

 

Female : Gore gore gaal mere
baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya
har aashiq behaal hai
Meri resham waali chunar
Mera boote waala lehnga
Koi mol chuka nahin sakta
Mera husn bada hai mehnga

 

Male Chorus : Sar se chunar sarka de
Lehnga ek baar ghuma de
Jo mangegi hum denge
Aankhon se jaam pila de

 

Female : Kaanon ki yeh baali doongi
Honton ki yeh laali doongi
Gaalon ki jawaani doongi
Koi to nishaani doongi

 

Male Chorus : Parda utha zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha

 

Female : Gore gore gaal mere
baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya
har aashiq behaal hai

 

Male :  Ai oi oi ai ai ai oi oi oi oi

 

Female : Baheke hue armaanon ko
Mehboob sambhal jaane de
Jalwa tujhe dikh laaoongi
Kuch raat to thal jaane de

 

Male Chorus : Tadpa na humko aise
Baahon mein zara bharne de
Denge tujhko nazraana
Jo dil chaahe karne de

 

Female : Thoda tadpaaoongi main
Thoda tarsaaoongi main
Sej pe chhaaoongi main
Pyaas bujhaaoongi main

 

Male Chorus : Parda utha zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha

 

Female : Gore gore gaal mere
baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya
har aashiq behaal hai

 

Male Chorus : Parda utha zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Aashiq