Ghar Aaja Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ghar Aaja Song Lyrics is a track from Darks Music Company Hindi Album-2026, Starring Vilen. This song was sung by Vilen. Music was composed by Garvv and lyrics work penned by Vilen.
Music : ………………….
Male : Ab toh ghar aaja sajna
Nayan se milaja akhiyaan
Aise kyun tadpaave rajiyan
Tu aake samjha ja batiyan
Male : Ab toh ghar aaja sajna
Nayan se milaja akhiyaan
Aise kyun tadpaave rajiyan
Tu aake samjha ja batiyan
Male : Main bhi rootha hoon kab sel mana le sajna
Tere hothon pe hai bas kyun saza re sajna
Aisi bhi kya soorat ye paheli ho gayi
Mohe dekhe toh taras bhi na aave sajna
Male : Jag soona lagta tere bin o raanjhna
Mera ye mann bhi na lagta ye ji ghabraave sajna
Male : Ab toh ghar aaja sajna
Nayan se milaja akhiyaan
Aise kyun tadpaave rajiyan
Tu aake samjha ja batiyan
Male : Main bhi maanti hoon sajna ke galti meri hi bhaari hai
Tu bhi jaane o sajna ke gusse ki mujhe beemaari hai
Chhod ke akhand ghamand jab mil jaana har baari hai
Toh phir daale doori kyun ab aa jaana is baar
Male : Mujhe bhi ab poora kar ja adhoora jo laage manwa
Dil bhi ab dheema kar ja kab se ye bhaage sajna
Male : Ab toh ghar aaja sajna
Nayan se milaja akhiyaan
Aise kyun tadpaave rajiyan
Tu aake samjha ja batiyan