LYRIC

Singers : Adnan Sami and Sunidhi Chauhan

Music by : Adnan Sami

Male : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. hai

Female : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke

Male : Jina koi jina.. hai
Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna Hai
Sar uthake to mar jana seekho

Female : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke

Male : Bas ahein bhar bhar ke
Jina koi jina.. hai

Male : Zindagani ko samajh le khel tu..
Female : Muskurake mushkilo ko jhel tu..

Male : Hun saari duniya mein nahi tujhsa koi..
Female : Tu anokha hai yaha..
Anmol Tu..

Female : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. hai

Male : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. hai

Male : Chahe iss duniya mein
Tu Jaye Kahin..

Female : Haan julm se khali nahi
Koi zami..

Male : Tu jo chahe to mita de julm ko..

Female : Shart ye hai tujhko ho
Khud par yakin..

Female : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. hai

Male : Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. hai

Male : Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna Hai
Sar uthake to mar jana seekho

Female : Ghabra ke dar dar ke

Male : Hey.. darr darr ke mar mar ke

Female : Bas ahein bhar bhar ke

Male : Hey.. jina koyi jina.. hai

Female : Hey….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT