Gehra Hua Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Gehra Hua Song Lyrics is a track from Dhurandhar Hindi Film -2025, Starring Ranveer Singh, Sanjay Dutt, R. Madhavan, Akshaye Khanna and Arjun Rampal. This song was sung by Arijit Singh and Armaan Khan. Music was composed by Shashwat Sachdev and lyrics work penned by Irshad Kamil.
Male : Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri saari rahein teri
Tu agar meri main hun tera
Male : Tu agar meri ye ujale tere
Tu agar meri dil hawale tere
Tu agar meri main hun tera
Male : Betaab sa mohabbat ka tu inquilab hai
Mera jahan teri bahon mein
Khwaab khwaab hai
Male : Gehra hua gehra hua
Rang aashiqi gehra hua
Gehra hua gehra hua
Dariya dua gehra hua
Tera hua
Male : Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri sari rahein teri
Tu agar meri main hun tera
Male : Palkein jhapakta hai aasamaan
Laakhon farishton ki hai tu jaan
Wo puchte hai rehti kahaan
Meri bahon mein rehti unko bata
Male : Palkein jhapakta hai aasama
Usne bhi tujh sa dekha kahan
Hai raunakein waha tu hai jahaan
Meri baahon mein rehna yahi hai dua
Male : Tu agar meri hai fasaana tera
Tu agar meri to zamaana tera
Tu agar meri main hun tera
Male : Betaab sa mohabbat ka tu inquilab hai
Mera jahan teri baahon mein
Khwaab khwaab hai
Male : Gehra hua gehra hua
Rang aashiqi gehra hua
Tera hua
Male : Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri sari rahein teri
Tu agar meri mai hun tera
Male : Nisa gasa gama paga mare
Nisa gasa gama paga resa
Nisa gasa gama paga mare
Nisa gasa gama paga resa
Male : Teri mohabbat mai jalna bhi hai
Aur tujhse bach ke hi chalna bhi hai
Kuch rang apna badalna bhi hai
Maine dhalna tere rang mein hai sada
Male : Tu chand hai ek dhadakta hua
Chori se mujhko hi takta hua
Seene se lag ke chamakta hua
Meri jannat ka raasta tu hi tu hua
Male : Tu agar meri ye hawayein teri
Tu agar meri saari rahein teri
Tu agar meri main hoon tera
Male : Betaab sa mohabbat ka tu inquilab hai
Mera jahan teri bahon mein
Khwaab khwaab hai
Male : Gehra hua gehra hua
Rang aashiqi gehra hua
Gehra hua gehra hua
Dariya dua gehra hua
Hindi lyrics are not available for this song yet.