Ganga Ke Kinare Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ganga Ke Kinare Song Lyrics is a track from Kripa Records Hindi Album -2026, Starring Dimpy Negi and Others. This song was sung by Bunny and Sagar. Music was composed by Bunny and lyrics work penned by Sagar.
Male : Chaand ko niharu
Shiv ko pukaru
Chaand ko niharu
Shiv ko pukaru
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Baith ke
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Baith ke
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Rooh ko sawaru aarti utaaru
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Baith ke
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Males : Hum toh hamare hi jeevan se
Hai itne sataaye hue
Toote hain bikhre hain hum toh
Sabke bhulaye hue
Males : Kehte hain aaye jo ganga nahaye
Har jaate hain sab rog
Ab humne samjha hai ab humne jaana
Kyu ganga aate hain log
Males : Thakk gaye the hum
Dukhon ko utha ke
Ab chain ayaaa
Aayi ab saansain
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Baith ke
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Male : Baith ke
Males : Ganga ke kinaare baith ke
Males : Kyu roye har baat me bandeya
Kya laya tha saath me bandeya
Jaane de jo chala gaya hai
Kuch bhi nahi tere hath me bandeya
Males : Kyu roye har baat me bandeya
Kya laya tha saath me bandeya
Jaane de jo chala gaya hai
Kuch bhi nahi tere hath me bandeya
Males : Mann nahi bharta jitna bi taakain
Itna sukoon hain bhar gayi aankhen
Ganga ke kinaare baith ke
Males and Chorus : Ganga dharaye shiv ganga dharaye
Har har bhole namah shivay
Ganga dharaye shiv ganga dharaye
Har har bhole namah shivay
Ganga dharaye shiv ganga dharaye
Har har bhole namah shivay