LYRIC

Singers : Alka Yagnik and Sonu Nigam

Music by : Nadeem – Shravan

Female : Ek masoom sa dil yeh mera
Ek masoom sa dil yeh mera
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya

Male : Ek masoom sa chehra tera
Ek masoom sa chehra tera
Mujhe deewana bana diya
Mujhe deewana bana diya
Mujhe deewana bana diya

Female : Na chain hai na hosh hai
Issme mera kya dosh hai

Male : Inkaar se ikraar se
Loota mujhe tune pyaar se

Female : Neend aur karaar
Aur sapna mera
Neend aur karaar
Aur sapna mera
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya

Male : Kuch dard hai kutch pyaas hai
Kya khub yeh ehsaas hai

Female : Chayi hai kya yeh bekhudi
Kaisi hai yeh deewangi

Male : Yu chupchupake hasna tera
Yu chupchupake hasna tera
Mujhe deewana bana diya
Mujhe deewana bana diya
Mujhe deewana bana diya

Female : Ek masoom sa dil yeh mera
Ek masoom sa dil yeh mera
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya

Male : Mujhe deewana bana diya
Mujhe deewana bana diya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT