LYRIC

Singer : Sunidhi Chauhan

Music by : Anand Raj Anand

Female : Ek kamre mein ham tum..
Band ho gaye

Chorus : Ham tum tum ham
Ham tum tum ham

Female : Ek kamre mein ham tum
Band ho gaye
Pyar karne ko dono
Rajamand ho gaye
Pehle na dekhe the
Dilkash yeh pal
Yeh lamhe dil ko
Pasand ho gaye

Female : Ek kamre mein ham tum
Band ho gaye
Pyar karne ko dono
Rajamand ho gaye

Female : Tumko yahaan se
Main jaane na dungi
Ab aur tumko satane na dungi
Tumko yahaan se
Main jaane na dungi
Ab aur tumko
Satane na dungi

Female : Iss raat ko jaane
Mann rok lungi
Subaha ko jaldi
Main aane na dunga
Pehle na dekha tha aaisa sama
Deewane ham tere
Sang ho gaye

Female : Ek kamre mein ham tum
Band ho gaye
Pyar karne ko dono
Rajamand ho gaye

Chorus : …………………

Female : Dil ki tamanna hai
Tu mujh pe chha jaa
Tujhko bulata hai
Yeh ishq aaja

Female : Dil ki tamanna hai
Tu mujh pe chha jaa
Tujhko bulata hai
Yeh ishq aaja

Male : Madhoshiyo mein
Mazaa aa raha hai
Masti mein kya
Sochata hai tu raja
Jaadu kiya tune
Kya jaane jaan
Yeh dekh ke ham toh
Dang ho gaye

Female : Ek kamre mein ham tum
Band ho gaye
Pyar karne ko dono
Rajamand ho gaye
Pehle na dekhe the
Dilkash yeh pal
Yeh lamhe dil ko
Pasand ho gaye


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT