LYRIC

Music By : Himesh Reshammiya

Singers : Himesh Reshammiya, Shreya Ghosal

Male : Aaj iss mubarak mauke par,
Mein aap logon ko,
Meri aur kamini ki daastan sunana chahta hu,
Mohabbat ki daastan..

Male : Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa….

Male : Heyy..heyyy..heyy..
La la la la la la…

Male : Ek haseena thi, haseena thi,
Ek deewana tha, deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa….

Male : Ek din wo mile,
Female : Roz milne lage
Male : Ek din wo mile,
Female : Roz milne lage
Phir mohabbat hui, bass qayamat hui,
Male : Sunn ke yeh daastan, kho gaye tum kahan?
Loge hairaan hain, kyunki anjaan hain,
Female : Ishq ki woh gali, baat jiskli chali,
Male : Uss gali mein, mera aana, jaana tha…

Male : Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha..

Male : Uss hasin ne kaha,
Female : Suno jaane wafa
Male : Uss hasin ne kaha,
Female : Suno jaane wafa
Yeh falak, yeh zameen,
Tere bin kuch nahi,
Tujhpe marti hu mein,
Pyaar karti hu mein,
Tere bin zindagi, kuch nahi, kuch nahi,
Aashiqui mein unka aalam, kya suhana tha..

Male : Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha..

Male : Bewafa yaar ne,
Apne mehboob se,
Aisa dhokha kiya
Aisa dhokha kiya
Aisa dhokha kiya
Zehar usko diya
Zehar usko diya
Zehar usko diya

Male : Marr gaya wo jawan,
Marr gaya wo jawan,
Ab suno daastan,
Janm leke kahin,
Fir wo pahucha wahin,
Shakal anjaan thi,
Akal hairaan thi,
Saamna jab hua,
Phir wahi sab hua
Saamna jab hua,
Phir wahi sab hua
Uspe yeh karz tha,
Uska yeh karz tha,
Karz to farz apna chukana tha,
Hoo..hooo hoo..
La la la la la la…
Hey hey hey hey..
La la la la la la…


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT