LYRIC

Singer : Amit Mishra

Music by : Raghav Sachar

Lyrics by : Dr. Sagar

Male : Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..
Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..

Male : Dushman aaa aane do
Takrata hai to … takrane do..
Hum jeetenge…..wo haarega
Ladna hai… lad jaane do

Male : Sheron jaisy furti hai
Aur hathi jaisa bal

Male : Bheem kabhi na hara hai
Aaj nahin na kal

Male : Bheem kisi chattaan se…
Kahan kam hai
Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..
Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..

Male : Khud par hai vishwas tujhe….
Kismat tere saath….
Sab ke hosh udae jo
Wo shakti tere paas…

Male : Tera tan mann fauladi hai
Dushman bhaage ga haar kar
Tu khud ko taiyaar kar
Ye yudh hai prahaar kar
prahaar kar prahaar kar

Male : Na darta hai…..
Hathiyaron se…
Na jalta hai…..
Angaron se
Ye suraj hai..
Ye chamke ga
Na mit ta hai…
Praharon se

Male : Yahan wahan ye kahan kahan hai
Koi samajh na pae..

Male : Uska koi kya bigade jisko
Bheem bachae…

Male : Dhoom dhadaka karta hai
Ye to aisa bum hai..

Male : Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..

Male : Dum hai…
Dum hai…
Bohut dum hai..

Male : Yudh kar…
Yudh kar…
Tu hai nidar…
Chal yudh kar..
Yudh kar…
Yudh kar…
Tu hai nidar…
Chal yudh kar..
Yudh kar…
Yudh kar…
Tu hai nidar…
Chal yudh kar..
Yudh kar…
Yudh kar…
Tu hai nidar…
Chal yudh kar..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT