LYRIC

Singer : Mohd Danish

Music by : Prini Siddhant Madhav

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Reerre naa…aaaa..na na
Reee ree naa

Male : Na jaane kab kahaan kaise
Jud gaye do saanso ke taar
Na jaane kab kahaan kaise
Jud gaye do saanso ke taar..

Male : Khil uthi hai saari fizaaye
Ghul gayaa hawaao me pyaar..

Male : Mere pyaase man ke madhuwan me
Mere pyaase man ke madhuwan me
Aayi kahaan se bahaar..

Male : Na jaane kab kahaan kaise
Jud gaye do saanso ke taar..

Carnatic : …………

Male : Reee….reee

Male : Laagi lagan aisi laagi
Ye aankh saari raat jaagi
Laagi lagan aisi laagi
Ye aankh saari raat jaagi..

Male : Haalat hui meri aisi
Haalat hui meri aisi
Jeewan me pahli baar..

Male : Na jaane kab kahaan kaise
Jud gaye do saanso ke taar..

Carnatic : …………..

Male : Na door rah sakenge ham
Man chaahta hai ab sangam
Na door rah sakenge hum
Man chaahta hai ab sangam..

Male : Haaa..aa..dekhe bina ab to ek pal
Dekhe bina ab to ek pal
Aata nahi hai karaar..

Male : Na jaane kab kahaan kaise
Jud gaye do saanso ke taar..

Male : Reerre naa…aaaa..na na
Naaa…reee ree naa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT