LYRIC

Singers : Hariharan and Runaa Rizvii Shivamani

Music by : Drums Shivamani

Lyrics by : Raqueeb Alam

Female : Sa sa sa sa
Ma ga ma re re re
Ga ma pa dha ni
Sa ne dha pa ga ma ga ri
ga ma ga ri ga

Female : Dil zara thahar
Yeh hai khwabon ka shahar

Female : Dil zara thahar
Yeh hai khwabon ka shahar
Khwabon ka shahar
Waadon ka safar

Female : Hamari dastan
Ye hawaon ki zaban
Ye hawaon ki zaban
Sun le bekhabar

Male : Sambhal sambhal na ye tute guman
Ankhon se hata bekali ka dhua
Female : Hai ye kaisi bata khwahishon ki sada
Male : Chala kahan
Female : Chala kidhar

Both : Dil zara thahar
Yeh hai khwabon ka shahar
Khwabon ka shahar
Waadon ka safar

Male : Kadam kadam sang sang hum
Na koi hai dar na hai koi bharam
Female : Koi jale hath male
Tu hi dilbar mera tu hi hamdam

Male : Shukrana tera
Female : Iss izhaar ka
Male : Kar de tu ada ye rasm pyaar ki

Female : Hai ye kaisi bata
Khwahishon ki sada
Chala kahan chala kidhar

Male : Dil zara thahar
Yeh hai khwabon ka shahar
Khwabon ka shahar
Waadon ka safar

Female : Hamari dastan
Ye hawaon ki jaban
Ye hawaon ki jaban
Sun le bekhabar

Female : Sambhal sambhal na ye tute guman
Male : Ankhon se hata bekali ka dhua
Female : Hai ye kaisi bata
Male : Khwahishon ki sada
Female : Chala Male : Kahan
Both : Chala kidhar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT