LYRIC

Singer : Amarjeet Jaikar

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Dil ki jazbat chahogi
Toh rukte nahin
Ishq aur musk chupaye
Cupte nahin (Dialogue)

Male : Tum agar meri zindagi
Main aajao sanam
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se

Male : Tum agar meri aashiqui
Banjao sanam
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se

Male : Meri chaiya banke rehna
Har dhoop ke mausam mein
Mera saath nibhana jana
Meri khushiya me meri gham me

Male : Tum agar meri bekhudi
Banjao sanam
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se

Male : Barsaat jab bhi aaye
Tum bahar banke rehna
Tum umar bhar yeh jana
Mera pyaar banke rehna

Male : Tum meri aawarigi
Banjao sanam
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se

Male : Tum agar meri aashiqui
Banjao sanam
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se
Main wada karta hoon tumse
Tumhein hi chahunga dil se


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT