LYRIC

Singer : Varun Jain

Music by : Amit Trivedi

Lyrics by : Kausar Munir

Male : Dil ban ke charkha
Ghoomein re
Tere chaaron tarfa
Ghoomein re…

Male : Dil ban ke phirki
Ghoomein re
Kat jaaye phir bhi
Ghoomein re…

Male : Phir apna pata dil dhoonde re
Teri gully-mohalla ghoomein re…

Male : Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….
Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….

Male : Tere aage peeche
Aage peechhe aage peechhe
Dil dum chhalla re…
Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….

Male : Taadhti hai tu yun mujhe
Taakta hoon main tujhe
Nainon ki ladaayi hai vahi…

Male : Kheenchti hai tu mujhe
Peechhe peechhe main tere
Sapnon ki chadhaayi hai vahi…

Male : May-June vaaliyaan
Voh garmiyaan humari hain vahin
Hain baarishein vahi!

Male : Dil ban ke lattoo
Ghoomein re
Chakraaye phir bhi
Ghoomein re…

Male : Dil ban ke jugnu
Ghoomein re
Jal jaaye phir bhi
Ghoomein re…

Male : Phir apna pata dil dhoonde re
Teri gully-mohalla ghoomein re…

Male : Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….
Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….

Male : Tere aage peeche
Aage peechhe aage peechhe
Dil dum chhalla re…
Dum chhalla re chhalla re chhalla re
Dil dum chhalla re….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT