LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Udit Narayan

Music by : Nikhil and Vinay

Male : Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawaraa..

Female : Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawara

Male : Dil bechara..
Pyar ka mara

Female : Dil bechara..
Pyar ka mara

Male : Dil ko samjhaye kya
Dil samjhta nahi

Female : Ham pareshan
Hai dil ke andaz se

Male : Ye dhadkata hai ab
Bas tumhe dekh kar
Jane kya ho gaya
Hai ise aaj se

Female : Dil ki halat najuk hai
Par dard bada hai pyara

Male : Ha ha haan
Dil ki halat najuk
Hai par dard bada hai pyara

Both : Dil bechara
Pyar ka mara
Dil bechara
Pyar ka mara

Female : Hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum

Male : Haan hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum

Female : Thoda bahka hai dil
Thode bahke hai hum
Bekhudi hai badi
Kya kare hum sanam

Male : Dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara

Female : Ho dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara

Both : Ho dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara

Male : Teri nazar ne

Female : kiya ishara

Male : Hua ye dil aawara

Female : Dil bechara pyar ka mara

Male : Dil bechara pyar ka mara

Both : Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT