LYRIC

Singer : KK

Music by : Ram Sampath

Male : Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein

Male : Kya tum ho kya tum ho wohi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal

Male : Teri aankhon ke
Raste chale jaata hai
Jo bulaaun main
Kabhi laut aata nahi

Male : Bekhabar ye zamaane
Se takraata hai
Bedhadak mujhse kehta
Hai main hoon yun hi

Male : Ye tujhse hi milke huaa hai
Jo teri nazar ne chhuaa hai
Kya tum ho kya tum ho wohi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal.

Male : Hai hunar ek naya isko
Tujhse mila
Muskura ke ye milta hai
Sabse abhi

Male : Aadhi raaton mein mujhko ye
Deta utha
Mujhse pooche ye raatein kyun
Kat te nahi
Ye tujhse hi milne ko chahe
Ye teri hi karta hai baatein

Male : Kya tum ho..
Kya tum ho wohi
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi

Male : Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT