LYRIC

Singers : KK and Sunidhi Chauhan

Music by : Mithoon Sharma, Pritam Chakraborty and Vivek Philip

Male : Sard sard saansen aaj tujhe kuchh keh rahi
Suno zara
Female : Suno zara zara
Male : Dheeme dheeme dheere dheere dhadkanen badh rahi
Ab kare toh kya
Female : Ab kare toh kya
Dabe dabe ruke ruke kadamon se aa raha
Koi nasha
Male : Koi nasha
Female : Zara zara thama thama seene mein hai pal raha
Ek dard sa
Male : Dard sa
Jaane yeh hamein kya hone laga
Female : Hone laga
Male : Jaane yeh hamein kya hone laga
Female : Kya patha

Female : Gunguna rahi khaamoshiyan yahi
Waqt yeh dhale na
Male : Muskurake waqt yeh keh raha
Khud ko bhula de

Female : Dhuaan dhuaan huan sama suni suni lag rahi
Kyun yeh fiza
Male : Kyun yeh fiza
Female : Jaane yeh hamein kya hone laga
Male : Hone laga
Female : Jaane yeh hamein kya hone laga …kya pata
Male : Kya pata

Male : Pal do pal ko hi aayi hai roshani
Phir wahi andhera
Female : Pal do pal toh saath zindagi
Jee le zara

Male : Dara dara yeh mann mera kal phir ho na ho
Kise pata
Female : Kise pata
Male : Zara zara thama thama seene mein hai pal raha
Ek dard sa
Female : Ek dard sa

Male : Jaane yeh hamein kya hone laga
Female : Koyi nasha
Male : Jaane yeh hamein kya hone laga
Female : Dheeme dheeme dheere dheere dhadkanen badh rahi
Ab kare toh kya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT