Deewaana Deewaana Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

 

 

Male : Haa…aaa..aaa..haa..aa..aaa
Aaa…aaa…

 

Male : Sajna ke sajde mein itna rehne lage
Deewana deewana duniya kehne lage
Rang birange naaz uthaake
Yaar ko apne paas bithake
Sajna ke sajde mein rehne-rehne lage

 

Male : Haa…aaa..aaa..haa..aa..aaa

 

Male : Aise toote doobe tum mein
Hum khushbu hain ya khushbu mein
Aise toote doobe tum mein
Hum khushbu hain ya khushbu mein

 

Male : Dheeme-dheeme mehakte jage-jage
Dheeme-dheeme mehakte jage-jage

 

Carnatic : ………………

 

Male : Sajna ..aaaa
Sajna ke sajde mein itna rehne lage
Deewana deewana duniya kehne lage

 

Carnatic : ………………

 

Male : Hadh hoti hai har chahat ki
Bol humaari hadh hai kya
Itna kehde in sajdon ka
Teri nazar mein kad hai kya
Kitne koson ki doori hai
Humse rehta kitna tu aage

 

Carnatic : ………………

 

Male : Sajna ke sajde mein itna rehne lage
Deewana deewana duniya kehne lage
Rang birange naaz uthaake
Yaar ko apne paas bithake
Sajna ke sajde mein rehne-rehne lage

 

Male : Sajna ….aaa..sajna sajna

 

Carnatic : ………………

 

Male : Sajna ….sajna sajna
Sajna ….sajna sajna

 

Carnatic : ………………

 

Male : Sajna sajna sajna sajna sajna sajna……

Song Details

Official Video

Share this song: