LYRIC

Singer : Amarjeet Jaikar

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Baar baar tujhe dekhta rahun
Ye hi justzu hai
Tujhe ji bhar ke pyaar
Karne ki aarzoo hai (Dialogue)

Male : Meri aankhon mein tera chehra hai
Meri dhadkan pe tera pehra hai
Jahaan jaaun main dil akela hai
Teri yaadon ka ek mela hai

Male : Mere lamhein lamhein pe
Tera basera hai
Mera apne wajood
Ab to na mera hai

Male : Hai juda sabse tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard-e-dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard-e-dil ki dawaa

Male : Tu hi ek pyaar mera khuda hai gawaah
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu hi ek pyaar mera khuda hai gawaah
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Mere armaanon ki barsaat tujhse hai
Subah shaam mere ye din raat tujhse hai
Mera aaina mujhse bas yehi kehta hai
Tu hi bas ek tu hi mujh mein rehta hai

Male : Hai juda sabse tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu hi ek pyaar mera khuda hai gawaah
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Meri mohabbat ko aabad rakhna tum
Tujh bin adhura hun ye yaad rakhne tum
Mera ishq meri chahat tum bas nibha dena
Kabhi door jakar tum hamein na saja dena

Male : Hai juda sabse tera mera silsila
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu hi ek pyaar mera khuda hai gawaah
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa

Male : Tu mera yaar tu hi mera humnawa
Teri chahat mere
Dard e dil ki dawaa
Dard e dil ki dawaa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT