LYRIC

Singers : Mohammed Irfan and Sam

Music by : Sahil Rayyan

Male : {Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah} (2)

Male : Ankhein apni jab main band karun
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha

Male : Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah

Male : Hasraton ka kya jo nahi mila
Harf ki tarah main jisse padha
Main jisse padha

Male : Waqt jaane kab guzar gaya
Darbadar main dhoondta raha
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha

Male : Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT