Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Song Lyrics is a track from Gunmaaster G9 Hindi Film-2026, Starring Emraan Hashmi, Genelia Deshmukh, Aparshakti Khurana, Abhishek Singh and Others. This song was sung by Himesh Reshammiya and Akasa Singh. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Sonia Kapoor Reshammiya.

 

 

 

 

Music : …………………….

 

Dialogue : ………………..

 

Male : Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho
Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho

 

Male : Dhadkan ka dhadakna jaana
Mera yun tadapna jaana
Aap se hi saara aalam
Aap se behekna jaana
Aapko bas aap se hi
Ab to hai churaana jaana
Aap jaana laajawaab ho

 

Male : Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho
Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho

 

Female : Pyaar mein dil hoke deewaana
Har ek kasam woh tod chala
Jitna chaahe usko roka
Uspe na koi zor chala

 

Male : Betahaasha besabar main
Raah mein aapki aur chala
Mujhko mujhse kar ke juda sa
Loot ke dil ka chor chala

 

Female : Dhadkan ka dhadakna jaana
Mera yun tadapna jaana
Aap se hi saara aalam
Aap se behekna jaana
Aapko bas aap se hi
Ab to hai churaana jaana
Aap jaana laajawaab ho

 

Male : Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho
Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho
Mere dard-e-dil darde jigar aap ho

 

Male : Dil ke parinde qaid nahi ho sakte hain
Ishq ke rang kabhi safed ho nahi sakte hain

 

Female : Ishq hua ye kab aur kaise
Itna ravaan itna gehra
Jab se mile ho bas ek aap kaa
Khwaab aankhon mein thehra

 

Male : Saansein thehri armaan jaage
Dil betaab hai har lamha
Aap ke bin shyam savere
Hai akela hai tanha

 

Both : Dhadkan ka dhadakna jaana
Mera yun tadapna jaana
Aap se hi saara aalam
Aap se behekna jaana
Aapko bas aap se hi
Ab to hai churaana jaana
Aap jaana laajawaab ho

 

Female : Dard-e-dil dard-e-jigar aap ho

Male : Mere dard-e-dil darde jigar aap ho

 

Music : ………………………

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Gunmaaster G9