Afsaana Banaaya Aapne Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Afsaana Banaaya Aapne Song Lyrics is a track from Gunmaaster G9 Hindi Film -2026, Starring Emraan Hashmi, Genelia Deshmukh, Aparshakti Khurana, Abhishek Singh and Others. This song was sung by Himesh Reshammiya and Asees Kaur. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Himesh Reshammiya.

Dialogue : ………………..

 

Music : ……………….

 

 Chorus : Afsana afsana afsana
Afsana afsana afsana

 

Humming : ………………..

 

Male : Baat jism ki thi nahi
Rooh tak hume jaana hai
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhaana hai 

 

Chorus : Afsana afsana afsana

 

Male : Yun teri galiyon mein aana
Yun tera dil ko dhadkana
Yun mera murshid ho jaana
Lamha tha daur banaya apne

 

Male : Kisse ko dastaan banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne

 

Music : …………….. 


Chorus :
Afsana afsana afsana

 

Female : Kyun tere aane se dil 
Chain yeah paata hai
Tere milne se kuch pal
Aaram aata hai

 

Male : Baat kuch pal ki nahi
Door tak hume jaana hai
Faasle bhi hai bohot
Phir bhi tumko paana hai

 

Female : Yun teri baahon mein aana
Yun mera tabaah ho jaana
Yun tera marham ban jaana
Dard tha dabah banaya apne

 

Male : Zarra tha aasmaan banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne

 

Music : …………….. 


Chorus :
Afsana afsana afsana

Song Details

Official Video

Share this song: