LYRIC

Singers: Vipin Aneja

Music by : Ankit Tiwari

Male : Dagabaaz hai yeh waqt
Yaa zindagi bewafa
Ho gaye hain achanak
Khud se hi laapata

Male : Dagabaaz hai yeh waqt
Yaa zindagi bewafa
Ho gaye hain achanak
Khud se hi laapata
Umeedon ki udhaari

Male : Chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari
Badh gayi hain
Wooo hoo aa jaa e ke fanna
Hoo ho jaa e ke fanna

Male : Ho shikwa shikayaton se
Daaman chhudaye baithe hain
Shakl pe gunaah hain
Aaina dhokha hain
Mushkile bepanaah
Nee jaat hain kahan

Male : Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain

Male : Umeedon ki udhaari
Chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari
Badh gayi hain
Wooo hoo aa jaa e ke fanna
Hoo ho jaa e ke fanna

Male : Adhuri jhoothi chahate
Kaise milegi raahate
Aayi aisi shamate
Koan sacha koan sacha
Koan bewajah saitaane

Male : Ajab si rawayate
Ghazab si shararate
Hain sabko maharate
Tu na maange yahan sab ki
Sab se judda hain

Male : Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain
Ghar mein sune sitaare
Huye hain saare suna
Suna aasmaan hain
Ye samma hain

Male : Umeedon ki udhaari
Chadha gayi hain
O ho behoshgi khumaari
Badh gayi hain
Wooo hoo aa jaa e ke fanna
Hoo ho jaa e ke fanna.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT