LYRIC

Music By : Anu Malik

Singer : Vinod Rathod

Male : Chhupana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata

Male : Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Male : Hatheli pe tumhara naam
Likhte hain mitaate hain x (2)
Tumhi se pyar karte hain
Tumhi se hi kyun chhupate hain
Tumhi se hi kyun chhupate hain
Zuban pe baat hai lekin
Sunana hi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Male : Mohabbat kaise karte hain
Koyi to humko samjhaye x (2)

Male : Kahin aisa na ho ke
Pyar bin umra kat jaaye
Pyar bin umra kat jaaye

Male : Tumse milne ka koyi
Bahaana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Male : (Chori chori chupke chupke
Tumko dekha karte hain) x (2)
Haal-e-dil sunane se
Na jaane kyun darte hain
Na jaane kyun darte hain

Male : Kitna pagal dil hai mera
Manana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT