LYRIC

Music By : Tanishk Bagchi

Singers : Badshah, Harrdy Sandhu, Lisa Mishra, Asees Kaur

Female : Dila de ghar
Dila de ghar
Bana de ghar
Dila de ghar

Male : Oh my God!
This is Original!

Female : Tune pyar se pukara chali aayi aayi
Jodi teri meri lage badi Hi Fi
Tune pyar se pukara chali aayi aayi
Jodi teri meri lage badi Hi Fi

Female : Tune kiya jo ishara
Maine kar diya saara
Main taa rehna tere naal sohneya

Male : Saari ki saari teri wish karoon poori
Saari ki saari teri wish karoon poori
Mainu haan ker de sohneya

Female : Dila de ghar!
Dila de ghar!
Male : Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Bana doon ghar Chandigarh mein

Male : Nain sharabi, tere suit Punjabi
Paake haaye ni haaye ni dil mangdi
Jo bhi kahengi lage haath dila doon
Mujhe kasam lage mere Rab di

Male : Nain sharabi, tere suit Punjabi
Paake haaye ni haaye ni dil mangdi
Jo bhi kahengi lage haath dila doon
Mujhe kasam lage mere Rab di

Male : Note udaa doon saare thumke pe tere
Note udaa doon saare thumke pe tere
Khaali kar doon batua

Female : Dila de ghar…
Dila de ghar…
Male : Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Bana doon ghar Chandigarh mein

Male : Eeny, meeny, miny, moe
Baby come, baby go

Male : Baby main to teri beauty ka fan hoon
Tu gori gori chhori, chhora main bhi tan hoon
Ye ghar-var ki kar parwaah tu
Poora Chandigarh tere naam kara doon

Male : Yellow dress teri meri yellow Lamborghini
Har wish karoon poori teri main hoon tera Genie
Aise karke ishaare kyun tu dil tadpaaye
Kabhi aaye, kabhi jaaye
Manjhe kaaye, manjhe kaaye

Male : Aye Mandolin!
Chal chaalu kar na!

Male : Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Dila doon ghar Chandigarh mein
Bana doon ghar Chandigarh mein


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT