LYRIC

Singer : Abdul Shaikh

Music by : Sameer Anjaan

Lyrics by : Shameer Tandon

Male : Bhool gaya rasmein kasmein
Apno se rishta tod diya
Jaan boojh kar maine to
Saari duniyaan se bair liya

Male : Dard ka zeher piya
Uss ladki ke liye maine
Kya kya nahin kiya

Male : Uss ladki ke liye maine
Kya kya nahin kiya
Uss ladki ke liye maine
Kya kya nahin kiya

Male : Jo kehti thi vo karta tha
Dil se uspe marta tha
Aa jo kehti thi vo karta tha
Dil se uspe marta tha

Male : Wo mujhse bichad jaayegi
Ye soch ke main darta tha

Male : Ek lamha bhi uske bin
Main to nahin jiya
Ek lamha bhi uske bin
Main to nahin jiya

Male : Uss ladki ke liye maine
Kya kya nahin kiya

Male : Har tufan se takraya
Dushman kitno ko banaya
Har tufan se takraya
Dushman kitno ko banaya

Male : Jab maangi duwayen rab se
Tab jaake usko paaya

Male : Tute bikhre armaano ko
Chahat se siya
Tute bikhre armaano ko
Chahat se siya

Male : Uss ladki ke liye maine
Kya kya nahin kiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT