LYRIC

Singer : Hariharan

Music by : A. R. Rahman

Lyrics by : P K Mishra

Male : Bharat humko jaan se pyara hai
Sabse nyara gulistan hamara hai
Bharat humko jaan se pyara hai
Sabse nyara gulistan hamara hai

Male : Sadiyon se bharat bhoomi
Duniya ki shaan hai
Bharat maa ki raksha mein
Jeevan qurban hai

Male : Bharat humko jaan se pyara hai
Sabse nyara gulistan hamara hai

Chorus : Ujade nahin apna chaman
Tute nahin apana watan
Gumrah na karde koi
Barbaad na kar de koi
Mandir yahan.. masjid yahan
Hindu yahan.. muslim yahan
Milte rahe hum pyar se jaago

Male : Hindustani naam hamara hai
Sabse pyara desh hamara hai
Hindustani naam hamara hai
Sabse pyara desh hamara hai

Male : Janmabhoomi hai humari
Shaan se kahenge hum
Sab hi to bhai bhai
Pyar se rahenge hum

Male : Hindustani naam hamara hai
Sabse pyara desh hamara hai

Chorus : Assam se Gujarat tak
Bengal se Maharashtra tak
Jaati kai dhun ek hai
Bhasha kai sur ek hai
Kashmir se Madras tak
Keh do sabhi hum ek hai
Awaaz do hum ek hain jago


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT