LYRIC

Singer : KK

Music by : Vipin Patwa

Male : Hairaan hoon main na jaanu
Kya ho gaya

Male : Khud se hi na jaane kyun
Milne laga

Male : Tuhi bata zara
Mujhko huwa hai kya
Khudse huwa hoon kyun judaa

Male : Chahat mein teri kyun
Mitne laga hoon main
Jiya na jaye re piya.

Male : {Bezubaan
Ishq hai bezubaan } (2)

Male : Gustaakh hai gustakhiyan
Betaab hai betabiyan
Is dil se milne lagi
Nadaan hai ye nadaaniya

Male : Tuhi ibadat hai
Meri in saanson ki
Choti si hai ye ilteja

Male : Karar de de tu
Is bekarari ko
Barsa de ishq rehnuma

Male : {Bezubaan..
Ishq hai bezubaan } (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT