LYRIC

Singer : Suman Kalyanpur

Music by : Shankar Jaikishan

Lyrics by : Indeevar

Female : Behna ne bhai ki kalayi se
Behna ne bhai ki kalayi se pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se sansaar baandha hai

Female : Behna ne bhai ki kalayi se pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se sansaar baandha hai

Female : Sundarta mein jo kanhaiya hai
Mamta mein yashoda maiyya hai
Voh aur nahin dooja koyi
Voh to mera raja bhaiya hai

Female : Behna ne bhai ki kalayi se
Ho.. Behna ne bhai ki kalayi se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se sansar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se sansaar baandha hai

Female : Mera phool hai tu
Talvaar hai tu
Meri laaj ka pehredaar hai tu
Main akeli kahaan iss duniya mein
Mera saara sansar hai tu

Female : Behna ne bhai ki kalayi se
Ho.. Behna ne bhai ki kalayi se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se sansar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se sansaar baandha hai

Female : Hamein dur bhale kismat kar de
Apne mann se naa juda karna
Saawan ke paavan din bhaiya
Behana to yaadu ki yaa karna

Female : Behna ne bhai ki kalayi se
Ho.. Behna ne bhai ki kalayi se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se sansar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se sansaar baandha hai
Behna ne bhai ki kalayi se pyaar baandha hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT