Be Qarari Si Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Be Qarari Si Song Lyrics is a track from Roshni Hindi Album -2026, Starring Ali Zafar and Others. This song was sung by Ali Zafar. Music was composed by Alistair Alvin and lyrics work penned by Ali Zafar.
Male : Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Male : Jo guzaari na jaa saki hum se
Hum ne woh zindagi guzaari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Male : Us se kahiyo ke dil ki galiyon mein
Raat din teri intizaari hai
Us se kahiyo ke dil ki galiyon mein
Raat din teri intizaari hai
Male : Hijr ho ya visaall ho kuch ho
Hum hain aur us ki yaadgaari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Male : Bin tumhaare kabhi nahi aayi
Kya meri neend bhi tumhaari hai
Bin tumhaare kabhi nahi aayi
Kya meri neend bhi tumhaari hai
Male : Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Male : Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Male : Saans jo chal rahi hai aari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari hai be qaraari
Be qaraari hai be qaraari
Be qaraari si
Hindi lyrics are not available for this song yet.