Baarish Aayi Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Baarish Aayi Hai Song Lyrics is a track from Sur Music Records Hindi Album-2026, Starring Pragati Tiwari and Pratik Sehajpal. This song was sung by Arun Dev Yadav and Ishika Hirve. Music was composed by Sarika Chaturvedi and lyrics work penned by Sanjeev Chaturvedi.
Male : Thandi hawaayein chal rahi hain
Mausam gulaabi ho raha hai
Thandi hawaayein chal rahi hain
Mausam gulaabi ho raha hai
Male : Baaton mein teri hai nasha humein
Halka nasha bhi ho raha hai
Bheegu main tere saath saari saari raat
Kaali ghata ye chhaayi hai
Male : Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Baarish aayi hai
Male : Hoo ooo ooo ooo
Male : Tu haseen main jawaan bheega bheega hai samaa
Chhod do na sharmaana mere paas aao na
Faasle ye dooriyaan na rahein darmiyaan
Mujhe seene se lagaao aise tadpaao na
Kaali ghata ye chhaayi hai
Male : Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Baarish aayi hai
Female : Baarishon ka ye nasha aise chadhne laga
Mere haathon se dil ye fisalne laga
Ho gayi hoon bekhabar saari duniya se main
Mujhe seene se laga dil machalne laga
Kaali ghata ye chhaayi hai
Male : Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Dekho na dekho na baarish aayi hai
Baarish aayi hai
Male : Hoo ooo ooo ooo
Male : Baarish aayi hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.