LYRIC

Singer : Pawni Pandey

Music by :  Rohit sharma

Female : Aye sakhi kaare badra nache mor
Ghadi ghadi karta shore
Bin bajake kahe mann ki baat
Hamre mann ka chore

Female : Kash ke woh bharta hai kuch to ragadta hai
Bahiya mein baandh ke pheerta
Kash ke woh bharta hai kuch to ragadta hai
Bahiya mein baandh ke pheerta

Female : Dukhta hai chubhta hai
Dheere se ghusta hai
Kaano mein keh kar kavita
Dukhta hai chubhta hai
Dheere se ghusta hai
Kaano mein keh kar kavita

Chorus : Aye sakhi ooh na sakhi dikaa
Aye sakhi ooh na sakhi dikaa
Aye sakhi ooh are na sakhi dikaa
Aye sakhi ooh are na sakhi dikaa

Female : Jitna juke hai utna chadhe hai
Has haske bole hai ji ji ji ji..
Jitna juke hai utna chadhe hai
Has haske bole hai ji ji ji ji..
Matlab ka meeta hai
Ban jaaye cheeta
Koi peelaye jo ghee ghee ghee

Female : Aage pichhe lote
Use maro chahe sote
Chahe maro pachees jutaa
Bhula sara wada jab kaam nikal jaate
Khabar na meri leta

Chorus : Aye sakhi ooh na sakhi milta
Aye sakhi ooh na sakhi milta
Aye sakhi ooh na sakhi milta
O sakhi u na sakhi nmilta

Female : Tann ka safed kabhi dikhta hai kala
Karta hai gheela kameena
Haaye haaye haaye haaye..
Haan tann ka safed kabhi dikhta hai kala
Karta hai gheela kameena
Laage hai achha dil maane bachcha
Saawan ka jab ho mahina

Female : Bheegi bhaagu laagu
Din raat mein jaagu tap tap ke kazra
Hole hole aaye tu bhala hi laage
Aur garazta hoye badra

Chorus : Aye sakhi ooh na sakhi badra
Aye sakhi ooh na sakhi badra
Aye sakhi ooh na sakhi badra
Aye sakhi ooh are na sakhi badra

Chorus : Aye sakhi ooh are na sakhi badra
Aye sakhi ooh are na sakhi badra
Aye sakhi ooh are na sakhi badra
Aye sakhi ooh are na sakhi badra..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT