LYRIC

Singer : Roop Kumar Rathod

Music by : Roop Kumar Rathod

Male : Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai
Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai

Male : Gar banai toh mohabbat
Main judai kyun hai
Gar banai toh mohabbat
Main judai kyun hai

Male : Kyun diya pyar mujhe
Iski jarurat kya thi
Meri barbadi me shamil
Teri hiqmat kya thi
Meri raahon me to khushbu
Ka safar rahta tha
Dil me aabaad gulabo
Ka nagar rahta tha
Zindagi khar bhari
Raho me layi kyun hai

Male : Zindagi khar bhari
Raho me layi kyun hai
Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai
Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai

Male : Mai agar rou toh sahra
Ko samandar kar du
Sakht ho jaoon agar
Mome ko pathar kar du
Raakh ho jaye jaha mai
Jo agar aah bharu
Aasma tutpade tujse
Jo fariyad karu
Itni gaherae mere
Ishq mai aai kyun hai

Male : Itni gaherae mere
Ishq mai aai kyun hai

Male : Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai
Aye khuda tune mohabbat
Yeh banai kyun hai

Male : Gar banai toh mohabbat
Main judai kyun hai
Gar banai toh mohabbat
Main judai kyun hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT