LYRIC

Singer : Rahat Fateh Ali Khan

Music by : Sunny Bawra and Inder Bawra

Male : Le aayi hai beethe huae
Lamhon ko phir haan yeh zindagi
Yoon beraham si ho gayi
Lene chali jaan ye zindagi

Male : Khuda kyun ruth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun tune cheen liya mujhse mera jahan

Male : Aye khuda (khuda)
Tu bata (bata)

Male : Le aayi hai beethe huae
Lamhon ko phir haan yeh zindagi
Yoon beraham si ho gayi
Lene chali jaan ye zindagi

Male : Khuda kyun ruth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun thune cheen liya mujhse mera jahan

Male : Aye khuda (khuda)
Tu bata (bata)

Male : Yeh kya kiya khuda.. haaye
Yeh kyun kiya khuda
Bata mere khuda..
Thi kya meri khata..

Male : Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghumzada

Male : Yeh kya kiya khuda.. haaye
Yeh kyun kiya khuda
Bata mere khuda..
Thi kya meri khata..

Male : Ummeed hai tutti hui
Tanhaaiyon ka daur hain
Hai khwaishein bikhri huyi
Khamoshiyon ka shor hai

Male : Bula le apne paas mujhe
Naa aaye jeena raas mujhe
Kyun thune cheen liya mujhse mera jahan..

Male : Aye khuda (khuda)
Tu bata (bata)

Male : Yeh kya kiya khuda.. haaye
Yeh kyun kiya khuda
Bata mere khuda..
Thi kya meri khata..

Male : Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada

Male : Yeh kya kiya khuda.. haaye
Yeh kyun kiya khuda
Bata mere khuda..
Thi kya meri khata..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT