Awaara Angaara Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Awaara Angaara Song Lyrics is a track from Tere Ishk Mein Hindi Film – 2025, Starring Dhanush, Kriti Sanon, Sushil Dahiya, Maahir Mohiuddin and Others. This song was sung by Faheem Abdullah. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Irshad Kamil.

 

Male : Teri kayanat mere khali haath
Aur taar-taar sapne
Gaye jakhm jaag mere seene aag
Lage saans-saans tapne

 

Male : Teri kayanat mere khali haath
Aur taar-taar sapne
Dardon se chur gum ka gurur
Kahun kya main haal apne

 

Male : Awaara awaara awaara angara
Raaton mein duba amabar ka banjara
Jaane tuta kyun main sheesa naa tara

 

Male : Teri kayanat mere khali haath
Aur taar-taar sapne
Gaye jakhm jaag mere seene aag
Lage saans-saans tapne

 

Male :  Ho oooo ooo hoo oo
Koi udhaari hai seene pe bhari hai
Patthar hai ya dil hai
Mein hi akela hu mein hi
Tu mera hu ye kaisi mahefil hai
Ruthe sawere hai aadhe ye mere hai
Aadhe hai ye tere
Tu hai nigahon mein lava hai aankhon mein
Bas sard shaam gahare

 

Male : Awaara awaara awaara angaara
Aanshu hai mere ya pighla hai para
Jaane tuta kyun mein sheesha na tara

 

Male : Mera imtihaan tu jo le raha hai
Ab na riyaytein kar
Maine ishq sikha maine pyar sikha tu
Chahe nafratein kar
Maine dil diya hai maine dukh liya hai
Tu sauda imaan le par
Mera tera imtihaan tujhe le raha hai
Ab naare aayat kar

 

Male : Awaara awaara awaara angaara
Raaton mein duba ambar ka banjara
Jaane tuta kyun mein sheesha na tara

 

Male : Mera imtihaan tu jo le raha hai
Ab na riyaytein kar
Maine ishq sikha maine pyar sikha tu
Chahe nafratein kar

Song Details

Official Video

Share this song: