LYRIC

Music By : A.R. Rahman

Singers : Javed Ali, Kailash Kher

Male : Arziyaan sari mein chehre pe likh ke laaya hoon
Tumse kya mangu mein tum khud hi samjah lo
Ya maulaaaa….
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Male : Dararein dararein bandhein pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere maula
(Tere dar pe jhuka hoon meeta hoon bana hoon ) x2
Marammat mukdar ki kar do maula
Marammat mukdar ki kar do maula

Male : Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
Mastiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
Mastiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya

Male : Pyaas le ke aaya
Dariya woh bhar laya
Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya
Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya

Male : Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Male : Dararein dararein maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere maula

Male : Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
Mastiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
Mastiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya

Male : O ek khusbu aati thi
O ek khusbu aati thi

Male : Mein bhatakta jata tha
Reshmi si maya thi
Aur mein takta jata tha
Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya

Male : Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya

Male : Mujhe mein woh khusboo thi
Jisse tune milwaya

Male : Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Male : Dararein dararein hai maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere maula

Male : Aaa…aaaa

Male : Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai
Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai
Varna ibbadat wala ssarur aata hai

Male : Sajde mein rehne do
Abb kahin na jaunga

Male : Sajde mein rehne do
Abb kahin na jaunga

Male : Abb jo tumne tukhraya to
Sawar na paunga

Male : Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Male : Dararein dararein hai maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere maula

Male : Sar utha ke mene to kitni khwahishe ki thi
Kitne khwaab dekhe the kitni khosishe ki thi

Male : Jab tu rubaru aaya
Jab tu rubaru aaya nazarein na mila paya
Sar jhuka ke ek pal mein

Male : Sar jhuka ke ek pal mein
Mene kya nahi paya

Male : Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Mere maula..
Maula maula maula mere maula

Male : Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya

Male : Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula

Male : Mere maula..
Maula maula maula mere maula
Mere maula..


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT