LYRIC

Singer : Spitfire

Music by : Prasanna Suresh

Lyrics by : Spitfire

Male : Duniya ki chhod hum apana karenge
Dil ki sunenge hum apana karenge
Hai yaar mera sath sare jag se ladenge
Tu duniya ki chhod hum apana karenge

Male : Duniya ki chhod hum apana karenge
Dil ki sunenge hum apana karenge
Hai yaar mera sath sare jag se ladenge
Tu duniya ki chhod hum apana karenge

Male : Jo karti hai duniya tu bhul jara
Khud mein hi kho jaa khud ke usool bana
Rasta hai jutha to sach ki le dhundh jara
Apani karega to waise hi cool bana…

Male : Bharosa na kya hona aage hai
Bekhauf hoke sapne sajate hai
Rule coolness wala todte hi jaate
Jo asli mein cool rule khud hi banate hai

Male : Duniya ki chhod hum apana karenge
Dil ki sunenge hum apana karenge
Hai yaar mera sath sare jag se ladenge
Tu duniya ki chhod hum apana karenge

Male : Duniya ki chhod hum apana karenge
Hai yaar mera sath sare jag se ladenge
Tu duniya ki chhod hum apana karenge….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT