LYRIC

Music By : A R Rahman

Singers : Shaan, Sukhwinder Singh, Srinivas

Child : Ale ale alle ale ale alle
Ale ale alle ale ale alle
Lapoo-lapu jhanna
Baaje re jamoora
Chalo-chalo nachen
Sakuraa-sakuura
Male : Ale ale alle ale ale alle
Child : Ale ale alle ale ale alle

Male : Machal jaane ka din hai
Phisal jaane ka din hai
Ke masti mein bahut
Aage nikal jaane ka din hai
Machal jaane ka din hai
Phisal jaane ka din hai
Ke masti mein bahut
Aage nikal jaane ka din hai
Ale ale alle ale ale alle
Ale ale alle Child : ale ale alle

Male : Tera janam-din
Aur saara ye jahaan
Jahaan dekhiye hai
Gazab ka samaan
Dil kahe mera meri umar
Bhi tum leke jiyo mere yaar
Kush main bhi hoon
Par sun mere yaar
Mere jeene mein hai
Tere dam se bahaar

Male : Kush main bhi hoon
Par sun mere yaar
Mere jeene mein hai
Tere dam se bahaar

Male : Meri nazaron mein to hai
Chhaaya hua teri
Dosti ka khumaar
Male & Child : Machal jaane ka din hai
Phisal jaane ka din hai
Male : Ke masti mein bahut
Aage nikal jaane ka din hai

Male : Hu hu hu hu hu hu
Hu hu hu hu hu hu

Male : Main tere bin rah na paaoon
Tu mere bin rah na paaye
Phir mere hi apno
Se kyon ghabaraaye
Dosti to hai jaan se pyaari
Par miya teri fauz hai bhaari
Ab na ruke chhuk-chuuk
Rel chalo bombay
Ye haal hai dekho shaqal meri
Badi kataranaak relagaadi hai teri
Is gaadi ke sang nikal
Chalen in baadalon ke paar

Male : Paas-door dekhoon jo kaheen se
Aaj meri duniya hai vaheen se
Nanhe-munne in
Phoolon se gulazaar
Aaj ye tere jalve saare lag
Rahe hain mujhako bhi pyaare
Ab na ruke chhuk-chuuk
Rel chalo bombay

Male : Yahi nanhe-munne
Aur yaara tera sang
Isi rang se hai meri
Zindagi mein rang
Yahi pyaaree-pyaari
Saari baaten teri mujhe
Yaad rahengi mere yaar

Male & Child : Machal jaane ka din hai
Phisal jaane ka din hai
Ke masti mein bahut
Aage nikal jaane ka din hai
Machal jaane ka din hai
Phisal jaane ka din hai
Ke masti mein bahut
Aage nikal jaane ka din hai.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT