Aitbaar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aitbaar Song Lyrics is a track from Chand Mera Dil Hindi Film -2026, Starring Ananya Panday, Lakshya, Resad Ajim, Aastha Singh and Others. This song was sung by Faheem Abdullah. Music was composed by Sachin-Jigar and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.
Humming : …………….
Male : Aisa hargiz nahin
Mujhe tumse pyaar nahin
Aisa hargiz nahin
Mujhe tumse pyaar nahin
Male : Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Male : Dil ki halat hui hai ye pehli
Bar nahin
Dil ki halat hui hai ye pehli
Bar nahin
Male : Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Male and Chorus : Jide naal saaiyaan
Assaan jind laaiyaan
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve
Ajj ton ishq da naam badal kar
Rakh de yaar tabaahiyaan ve
Male : Hum bhi sahi thhe
Tum bhi sahi thhe
Galat phir mod kyon liya kahani ne
Is pyaar ke jo
Haq mein nahi thhe
Vahi kyon faisle liye jawaani ne
Male : Itne shikve magar koi zimmedar nahin
In itne shikve magar koi zimmedar nahin
Male : Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Male and Chorus : Jide naal saaiyaan
Assaan jind laaiyaan
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve
Ho oo ajj ton ishq da naam badal kar
Rakh de yaar tabaahiyaan ve
Male and Chorus : Jide naal saaiyaan
Assaan jind laaiyaan
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve
Ajj ton ishq da naam badal kar
Rakh de yaar tabaahiyaan ve