LYRIC

Singer : Mohammad Faiz

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Sonia Kapoor Reshammiya

Male : Dooriyon ka mausam saha nahi jaata
Tumhaare bina ab raha nahi jaata (Dialogue)

Male : Mohabbat rog bann jaaye to
Use bhulna achcha
Mohabbat rog bann jaaye to
Use bhulna achcha

Male : Magar yeh mumkin nahi
Haan magar yeh mumkin nahi
Agar mumkin hota to achcha hota
Agar mumkin hota to achcha hota

Male : Hooo ooo oooo ..

Male : Hum to samjhe the hum bhool gaye
Hum bhool gaye the unko
Hum to samjhe the hum bhool gaye
Hum bhool gaye the unko…

Male : Magar yeh mumkin nahi
Haan magar yeh mumkin nahi
Agar mumkin hota to achcha hota
Agar mumkin hota to achcha hota

Male : Unse kehna hai tum bewafa ho
Tum bewafa ho yaara
Unse kehna hai tum bewafa ho
Tum bewafa ho yaara

Male : Magar yeh mumkin nahi
Haan magar yeh mumkin nahi
Agar mumkin hota to achcha hota
Agar mumkin hota to achcha hota

Male : Humne socha tha hum bhi karenge
Hum bhi karenge bewafai
Humne socha tha hum bhi karenge
Hum bhi karenge bewafai

Male : Magar yeh mumkin nahi
Haan magar yeh mumkin nahi
Agar mumkin hota to achcha hota
Agar mumkin hota to achcha hota….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT