Ab Tere Bin Nahin Jeena Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Singer : Ankush Bhardwaj
Music by : Himesh Reshammiya
Lyrics by : Himesh Reshammiya
Male : Vabasta hai mere dil mein
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat mein doob gaya hai
Meri yaadon ka mausam
Male : Tu hai mujhme kuch iss tarah
Sagar mein nadiyan ho jis tarah
Aag lagaye dil mein sawan ka mahina
Male : Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Male : Aag lagaye dil mein sawan ka mahina
Male : Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Male : Mera mann aye jaan-e-mann
Teri yaadon ka hai aaina
Dard-e-dil dard-e-jigar
Ab mujhse saha jaaye na
Male : Tu mera raasta
Tu mera rehguzar
Naam dil pe tera likh liya
Male : Tu ruke main rukun
Tu chale main chalun
Tu jahan main wahan saathiya
Male : Aag lagaye dil mein sawan ka mahina
Male : Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Male : Ho oo oo hoo oo oo hoo
Har ek dagar har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rab se bas main maangun
Yaara har ek lamha tujhe
Male : Main phirun darbadar
Main rahun besabar
Naam leke mere yaar ka
Male : Tu meri shayari
Tu mera falsafa
Tu mera silsila pyar ka
Male : Aag lagaye dil mein sawan ka mahina
Male : Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Hindi lyrics are not available for this song yet.