LYRIC

Singer : Sunny Hindustani

Music by : Shameer Tandon

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya

Male : Tujhse juda hoke jiyunga
O tujhse juda hoke jiyunga
Yeh dard aansu ka
Ye dard aansu ka
Has has ke has has ke piyunga

Male : Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya

Male : Yeh faisala mushkil tha
Lekin karna pada
Dil tha diwana
Sunta nahi tha

Male : Yeh faisala mushkil tha
Lekin karna pada
Dil tha diwana
Sunta nahi tha

Male : Par mujhko dil se ladna pada
Ladna pada
Beete dino ki yaadon se teri
Beete dino ki yaadon se
Is jakhmi dil ko see lunga

Male : Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya

Male : Tune diya hai tofe mein jo gam
Us gam se rishta jodunga main
Jo sang tere khai thi kasmein
Wo saari kasmein todunga main

Male : Tune diya hai tofe mein jo gam
Us gam se rishta jodunga main
Jo sang tere khai thi kasmein
Wo saari kasmein todunga main

Male : Aaunga na ab main paas tere
Aaunga na ab main paas tere
Duri ke sadmein bhi lunga

Male : Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya
Ab soch liya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT