LYRIC

Music By : Ajit Singh

Singers : Suresh Wadkar

Male : Aata hai mujhko
yaad tera pyar
Rahat hai ye dil
mera bekarar
Sapno mein chuma
tujhko kai baar
Baho mein
teri hi mila karar
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam
lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana
main hoon tera deewana
Tu sama main parwana
na bhulana
Bhul jana lot aana

Male : Tere bin kuch bhi to na bhaye
Rat ko tadpu
neend na aaye
Tujhko chhune ko
dil ye lag jaye
Yaad aate hai wo
zulfo ke saye
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana
main hoon tera deewana
Tu sama main parwana
na bhulana
Bhul jana lot aana

Male : Do pyar karne walo
ko kaha
Jeene deta hai beraham jaha
Todkar zulmo ki deeware
Aa basa le pyar ka jaha
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam
lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana
main hoon tera deewana
Tu sama main parwana
na bhulana
Bhul jana lot aana
Na bhualna lot aana bhul jaana.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT