Aankhon Se Tune 2.0 Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aankhon Se Tune 2.0 Song Lyrics is a track from Bhai Tera Star Hai Hindi Film-2026, Starring Raghav Juyal, Sanjay Kapoor, Niki Walia and Others. This song was sung by Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu and Alka Yagnik. Music was composed by Lijo George and lyrics work penned by Mohsin Shaikh.
Dialogue : ……………….
Music : .………………
Male : Pehli nazar mein tumko yaara
Apna maan liya
Tu jo nahi toh koch nahi hai
Ab yeh jaan liya
Female : Saanse jal ne lagi rooh tadap ne lagi
Tu bhi ruk sa gaya main bhi tham si gayi
Chaah raha hai yeh kaisa nasha
Male : Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Female : Tu tadapne laga main machalne lagi
Boond tan pe giri jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha
Male : Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga
Music : ……………………
Female : Thodee sardee bhee hai
Male : Thodee garmee bhee hai
Female : Thodee hai bebasee
Male : Thodee marjee bhee hai
Female : Aise me ham bhala kya karen tu bata
Male : Jo bhee hota hai woh hone de dil ruba
Male : Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga
Female : Tu tadapne laga main machalne lagi
Boond tan pe giri jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha..aa
Music : .………………
Hindi lyrics are not available for this song yet.